Mangni K Baad Shadi Mein Rukawat Ka Wazifa
Agar aap ki mangni k baad shadi mein rukawat aati ho chahay wo qudrati ho ya hasad ki waja say kisi ki paida karda ho to aap ko yeh karna hai k 11 din tak rozana Asar ki Namaz ke baad 33 martaba Durood Taj Sharif parh kar 1 glass pani par dam kar k wo pani pee lein or sath hi un rukawaton k door honay k liye Dua bhi karein. Insha Allah tamam rukawatein door ho jayengi.
0 comments:
Post a Comment