Matar Ki Rangat Barqarar Rakhnay Ke Liye

Matar Ki Rangat Barqarar Rakhnay Ke Liye

Matar chahay dish k tor par pakaye jayen ya inehn kisi doosri cheez k sath mila kar pakaya jaye dono soorto mein in ki asli rangat ka barqarar rehna be had lazmi amar hai. Matar palao 1 aam or sada se dish hai jo k taqreeban har ghar mein shoq o ahtimam se pakai or khai jati hai. Palao mein matar ki rangat piyaz k bais gehri pr jati hai jo k basa auqat ankho ko bhali nahi dikhai deti. 1 sada sa totka pesh hai k palao mein haray peas k danay milanay se pehlay in par agar halka se koi oil achi tarah laga dein to dano ka green color paknay k baad bhi wesa hai qaim rahe ga. Vegetables pakatay waqt agar lemon k chilko ko bhi  daal dein to vegetables ki rangat mand nahi parti vegetables ka taste barqarar rakhnay k liye pani garam kar k phir vegetables ko dalein 1 dam thanday pani mein mat dalein.

tip to maintain peas color

peas ki rangat barqarar rakhnay ki tips

SHARE

www.islaamiwazaif.com

A Website For All Islamic Related Things For Example Islamic Wazaif,Alhadith,Islamic Wallpaper,Quran With English Quran With Urdu Translations,Naats,Namaz,Ramzan,Hajj,Qurani Verses,Download 3D Quran Software,Qurbani,Islamic Months Wazaifs,Masnoon Duas,Others World Country Maps And Flags,Beauty Tips,Fruit Benfits

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments: