Grapes Benfits

Grapes Benfits

Grapes Benfits

Angoor Ke Fawaid

Angoor Ke Faide

Grapes mein bohat se mufeed ghizai ajza paye jatay hein jin mien Vitamins A, C, Calcium, Iron or Potassium shamil hein jo insani sehat k liye intihai mufeed hein jab k is k istamal se na sirf asthma k marz ka ilaj kiya ja sakta hai balkay is mei shamil Vitamins bones ko mazbot strong karne mein intihai ahem kirdar ada krta hai. Is k ilawa grapes mein 1 khaas ka Antioxidant paya jata hai jo k intestine or glands cancer heart diseases, neurological disease, alzheimer or viral and fungal infection k khilaf bohat mufeed hota hai. Grapes mein shamil deegar ahem ajza jesay Iron, Copper or Mangnese body mein khoon ki kami ko door karne mein helpful sabit hotay hein jabkay is ka rus hazmay k liye bhi mufeed hai.
Grapes mein kuch khaas qisam ki khusoosiyat bhi shamil hein jo cancer jesay moozi marz k khilaf larnay mein helpful sabit hoti hein or cancer peda karne walay cells ki afzaish bhi roktay hein, jabkay is hawalay se ki gai 1 research mein bhi ye baat sabit hui hai k grapes ka rus ka use na sirf breast cancer ko rokta hai balkay deegar iqsam k cancer se bachao mein bhi madadgar sabit  hota hai. 

SHARE

www.islaamiwazaif.com

A Website For All Islamic Related Things For Example Islamic Wazaif,Alhadith,Islamic Wallpaper,Quran With English Quran With Urdu Translations,Naats,Namaz,Ramzan,Hajj,Qurani Verses,Download 3D Quran Software,Qurbani,Islamic Months Wazaifs,Masnoon Duas,Others World Country Maps And Flags,Beauty Tips,Fruit Benfits

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments: