Qurbani Or Ikhlas

Qurbani Or Ikhlas

Qurbani Or Ikhlas
Hazrat Ali (R.A) Nabi Pak (P.B.U.H) say riwayat kartay hein Aap (P.B.U.H) nay farmaya:
"A logo qurbani karo, janwaro ka khoon ukhruwi sawab ki niyat say bahao, qurbani k janwar ka khoon agarcha zahiran zameen par girta hai (Or barbad hota dikhai deta hai) lekin haqeeqatan Allah k khazanay mein chala jata hai."

Tashreeh:- Hadees may "Harz" ka lafz aaya hai Harz is sandooq ko kehtay hein jis may aadmi apnay kapray waghera rakhta hai, matlab yeh hai ko qurbani k din qurbani karna sab say bara kare sawab hai, qurbani ka janwar ka khoon.....hamari madi mehdood nazar may..... agarcha zameen par gir kar barbad hota hai lekin waqiyatn... jesa k Nabi Pak (P.B.U.H) nay khabar di.... wo Khuda k khazanay may chala jata hai or qurbani karnay walay k liye zakheera banta hai.

SHARE

www.islaamiwazaif.com

A Website For All Islamic Related Things For Example Islamic Wazaif,Alhadith,Islamic Wallpaper,Quran With English Quran With Urdu Translations,Naats,Namaz,Ramzan,Hajj,Qurani Verses,Download 3D Quran Software,Qurbani,Islamic Months Wazaifs,Masnoon Duas,Others World Country Maps And Flags,Beauty Tips,Fruit Benfits

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment