Plum Benefits In Urdu (aaloo bukhara k fawaid)

Plum Benefits 

Maqam paidaish Kashmir, Color surkh siyahi mail, zard rang ka bhi hota  hai, taste sweet, turshi maail or chashni dar, 1 famous common tree ka fruit hai. 2 types ka hota hai. Piyas ko taskeen, garmi k dard-e-sar or matli ko mufeed hai. Tabiyat ko naram karta hai. Aanto mein phislan paida karta hai. Leaves ka joshanda bana kar is se ghar ghara karna, nazlay ko rokta hai. Is ka murabba bhi qabz kusha  hai. 7 danay raat ko sotay waqt khanay se ajabat ya faraghat ho jati hai.
SHARE

www.islaamiwazaif.com

A Website For All Islamic Related Things For Example Islamic Wazaif,Alhadith,Islamic Wallpaper,Quran With English Quran With Urdu Translations,Naats,Namaz,Ramzan,Hajj,Qurani Verses,Download 3D Quran Software,Qurbani,Islamic Months Wazaifs,Masnoon Duas,Others World Country Maps And Flags,Beauty Tips,Fruit Benfits

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments: