Bladder Cancer Ke Alamat Or Hifazati Tadabeer

Symptoms And Prevention Of Bladder Cancer



Bladder cancer bohat tezi se panap raha hai magar hosla afza baat ye hai k agar ibtadai darjay mein pata chal jaye to mot se bachnay k imkanat 87% se zaid hotay hein. 50 say 70 saal ki age d doran is cancer ka attack bohat shadeed hota hai.

Bladder Cancer Ke Alamat


Urine bohat aata hai or is mein khoon bhi aata hai. Khatra lahaq rehta hai. United States Of America mein cigarette noshi se is cancer k cases mein hazaro ka izafa ho raha hai. Shehro mein jo log industrial units k aas paas rehtay ho wo chemicals, rubber or leather k factories se nikalnay wlay fuzlay k bai's is cancer mein mubtala ho jatay hein.

Bladder Cancer Ki Hifazati Tadabeer

Cigarette noshi tarak karein or urine mein blood aatay hi doctor se rabta qaim karein


SHARE

www.islaamiwazaif.com

A Website For All Islamic Related Things For Example Islamic Wazaif,Alhadith,Islamic Wallpaper,Quran With English Quran With Urdu Translations,Naats,Namaz,Ramzan,Hajj,Qurani Verses,Download 3D Quran Software,Qurbani,Islamic Months Wazaifs,Masnoon Duas,Others World Country Maps And Flags,Beauty Tips,Fruit Benfits

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments: